IKHLAAS
Author: Admin Labels:: इबादत, इस्लाम, तब्सिरा, बयानIkhlaas ek raaz hai allah aour bande ke darmiyaan!
TABRANI) MOMIN KI NIYAT USKE AMAL SE BADI HOTI HAI!!
Amal kirdaar ka naam hai
Niyat ya ikhlaas miyaar ka naam hai!
Ikhlaas do hai
1) ARSHI IKHLAAS
2) FARSHI IKHLAASH
Islaam me contity matternahi hai islaam me quality matter hai
Quraan. Me jahan jahan ye asya
Sure taoba)119.. Aye imaan walon Allah se daro aour taqwa ikhtiyaar karo""
(ittaqullah)yahan muraad parhezgaari se hai darne se hai
(at taqwa minkum) yahan muraad ikhlaas sehai!
Aap 1000 nafal raat ko jaag kar padh lo kuch nahi hoga agar useme ikhlaas nahi hai!!
Lakhon log allah se dua karte hai qubool nahi hoti kiyu ki ikhlaas nahi hai!! Ab ikhlaas wo hai us amal ko kahete hai jo sirf aour sirf is niyat se kiya jaye ki Allah razi ho! Sirf Allah ke liye duniya ke dikhawe ko nahi!!
Ab raha sawal QUBOOLIYAT ka to QUBOOLIYAT ke mani hi ikhlaas wali ibadat ke hai!
IKHLAAS WALA DUA PER NATEEJE KA INTEZAAR NAHI. Karta! Ikhlaas hai hi usi cheez ka naam ke amal nazar na aaye jab amal nazar hi nahi aayega to natija kaisa ye raaz hai!!
-Kabir Ali